Menu
blogid : 2132 postid : 8

koi dekh raha hai

sunraistournews
sunraistournews
  • 104 Posts
  • 59 Comments

jab hum vigayapan ke duniya mei kadam rakhtey hai to ek mahan hero ke or mera dhiyan jata jata hai. khatro
key is khiladi mai desh kee jaan vastee hai par mai sochta hu ki is khiladi kee hasee ka bhee koi joor nahe
bina hasee key bhee hass hass key logo ko khub hasata hai. comedy film mai bhee khus kar deta hai. janey kaha sey itna stemna aaa jata hai key neye hero ko zero bana deta hai. par jab sey ek manch par chain khulwaney
ka kaam kiya tab sey mujhey hero kum zero jiyada lagney laga. phir bhee desh ko us par naz hai kiyo ki
desh ko ussey koi shikayat nahe. had to tub ho jaate hai ki kabhe cold drink ka add mai botal kholey ko kahata to kahe batan khula hai ka arrth darshak ko batata hai. janta to sab dekh rahee hai par kiya add par nigrani rakeny walee commeties bhee dhek rahee hai kaha to yahe jata hai ki chup koi sun raha hai ya deewaro key bhe kaan haotey par kiya inko bhee koi dekh raha hai. ya is samaj mai sab khuchh ho sakta hai ka jumla kamyav
hai. add monitoring ko chahiye ki is tarh key vigyapan ko A ka certificatee jarroor dey dey. jissey lagey desh ke hjanta key saath inyaay ho no ho par vigyapan key sath jarur inyay ho jaye.

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    CAPTCHA
    Refresh